Kabhi Tumhe Yaad Meri Aaye Lyrics Video | Shershaah | Darshan Raval

Kabhi Tumhe Yaad Meri Aaye Lyrics Video Shershaah
Asad Ghazanfar

 


Song Credits:

Song Name: Kabhi Tumhe

Song sung by: Darshan Raval

KABHI TUMHE full Song Lyrics:

Tum Agar Manoge

Toh Maan Jaunga

Main Tere Bulane Pe

Laut Aaunga

Haar Safar Main Saath Tera

Main Yun Hei Nibhaunga

 

Kabhi Tumhe Yaad Meri Aaye

Palkon Se Zulf Hata Lena

Saaf Dekhunga Main Tumko Wahin

Jo Na Dekhu Toh Bata Dena

 

Kabhi Mujhe Der Jo Hojaye

Waqt Ko Thora Bacha Lena

Phir Se Milunga Main Tumko Wahi

Jo Na Milu Toh Saaza Dena

 

Mere Zameen Ko Tere Kadam Ka

Na Jane Kab Se Tha Intezar

Ek Na Ek Din Aana Ha Tumko

Dil Ko Mere Ha Aay Aitbaar

 

Main Khuda Se Tere Siva

Kuch Aor Na Mangunga

 

Kabhi Tumhe Yaad Meri Aaye

Itni Si Baat Samjh Jaana

Phir Se Milunga Main Tumko Wahi

Rahon Se Meri Guzar Jana

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇