Arjun Kanungo - Wapas Aa Jao Lyrics

Wapas Aa Jao Lyrics (वापस आ जाओ Lyrics in Hindi): The tune is sung by Arjun Kanungo Arjun Kanungo NEW SONGS 2022
Asad Ghazanfar

Wapas Aa Jao Lyrics (वापस आ जाओ Lyrics in Hindi): The tune is sung by Arjun Kanungo, and has music by Yash Vaid while Arjun Kanungo and Yash Vaid have composed the Wapas Aa Jao Lyrics. The music video of the Wapas Aa Jao tune is coordinated by Dhruv Kanungo.

"WAPAS AA JAO" SONG INFO
Album INDUSTRY
Lyricist Arjun Kanungo, Yash Vaid
Music Yash Vaid
Director Dhruv Kanungo
Music Label Onemind music


WAPAS AA JAO LYRICS

Haan ghar aane ki der mujhse na hoti
Kyu ki tum darwaje pe hasti khadi hoti
Kuch main bolun phir tum muskurati thi
Tumhari aankhein gulabi shaamon si

Jabse tum kho gayi na koyi rasta hai
Zindagi nahi hai yeh guzara hai

Ho laut ke wapas aa jao
Main phir se gale lagaunga
Ho laut ke wapas aa jao
Main phir se gale lagaunga

Haan is farke dusre hisse se ho gayi
Meri dusmani jabse tum gayi
Meri chehre ki hansi ab na rahi
Utni teri teri yaadon jaisi

Jabse tum kho gayi na koyi rasta hai
Zindagi nahi hai yeh guzara hai

Ho laut ke wapas aa jao
Main phir se gale lagaunga
Ho laut ke wapas aa jao
Main phir se gale lagaunga

Bistar pe sone ki aadat hai
Par sofa pe main soh jaunga
Taqdeer mein tum agar hogi
Mujhse kahi mil jaogi

Ho laut ke wapas aa jao
Main phir se gale lagaunga
Ho laut ke wapas aa jao
Main phir se gale lagaunga

Na na na na!

About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇