Bhool Bhulaiyaa 2 - Hum Nashe Mein Toh Nahin Lyrics

Hum Nashe Mein Toh Nahin Lyrics from Bhool Bhulaiyaa 2 is most recent Hindi melody sung by Arijit Singh, Tulsi Kumar Arijit Singh new songs 2022
Asad Ghazanfar

Hum Nashe Mein Toh Nahin Lyrics from Bhool Bhulaiyaa 2 is most recent Hindi melody sung by Arijit Singh, Tulsi Kumar with music additionally given by Pritam. Hum Nashe Mein Toh Nahin melody verses are composed by Amitabh Bhattacharya.


"Hum Nashe Mein Toh Nahin" Song Details
Film/Album: Bhool Bhulaiyaa 2
Song Name: Hum Nashe Mein Toh Nahin
Composer: Pritam
Label: T-Series

Hum Nashe Mein Toh Nahin Lyrics from Bhool Bhulaiyaa 2

Meri harqatein
Kyun baadal rahi hain
Jabse mujhko tu mili hain
Tabse hain baadi hairatein

Teri aahatein
Kyun jaaga rahi hain mujhko
Sari sari raat le rahi hun
Main karwatein

Badal badal pe chalte
Paidal paidal hain ab yeh
Padte zameen pe kadam kyun nahi

Hum nashe me hum nashe me
Hum nashe mein toh nahin
Hum nashe me hum nashe me
Hum nashe mein toh nahin

Ishq mumkin hoga kabhi
Hum nahi maante tha
Haa maagar hum tumko bhi
Pehle kahan jante the

Meri hasratein
Sirf hain zara zara si itni
Ke naseeb hon mujhe teri fursaatein

Badal badal pe chalte
Paidal paidal hain ab yeh
Padte zameen pe kadam kyun nahi

Hum nashe me hum nashe me
Hum nashe mein toh nahin
Hum nashe me hum nashe me
Hum nashe mein toh nahin

About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇