Daulatpuria - Thar Mai Yaar Lyrics

Daulatpuria Thar Mai Yaar Lyrics New Haryanvi Songs Harayanvi 2022 "Thar Mai Yaar "Thar Mai Yaar" Song Details Daulatpuria new songs 2022
Asad Ghazanfar

Thar Mai Yaar Lyrics is New Haryanvi Songs Harayanvi 2022 "Thar Mai Yaar (Full Video) by Daulatpuria , RB Gujjar. Verses by Ray. Rap Lyrics by RB Gujjar. Music by Anurag Abhishek. Video by Kuldeep Rathee.

"Thar Mai Yaar" Song Details
Song : Thar Mai Yaar
Singer : Daulatpuria
Featuring : RB Gujjar
Lyrics : Ray
Rap Lyrics : RB Gujjar 
Music : Anurag Abhishek
Director : Kuldeep Rathee

Thar Mai Yaar Lyrics


Chaudhar nyari yaar tere ki chora padya katti zeher mein 
Kavve choudhary saab manne charche poore sheher mein
Chaudhar nyari yaar tere ki chora padya katti zeher mein 
Kavve choudhary saab manne charche poore sheher mein
Khandani rutba kai kothi padi se sheher mein
Pairr mere dharti pe ambar choora karobaar mera
Ke fortuner ke ferrari thar mein chale yaar tera 
Zamindar or yaari thadi rakhe yaar tera 
Ke fortuner ke ferrari thar mein chale yaar tera 
Zamindar or yaari dono thadi rakhe yaar tera 
18 ka dola aur chap rya se bhola
Rakhe top model gadi bhai 
HR 16 pehra gold ka kada 
Vo bhi 10 12 tola maka 
Maar maar raipte ye kar denge bola
Thode lovae si aa sun baat kaan kholke
Aache aacha ki dekh paat ja se phone pe 
Number plate konya hande poore robb te 
Gaadi aar paar jaave rokte na toll pai 
Din raat leve maka moj bhai re  
Dan bilzerian si hori se life 
Maka thuki rehve dekh mahri 
Gojh bhai re 
Aisa rule ni bacha bhai jisko nahi toda
Gaadi ke re dash main padya rehve ghoda 
Jo bhi hoya chauda seedha sar phodya  
Mahre aage bole teri behen ka
Ke fortuner ke ferrari thar mein chale yaar tera 
Zamindar or yaari thadi rakhe yaar tera 
Ke fortuner ke ferrari thar mein chale yaar tera 
Zamindar or yaari dono thadi rakhe yaar tera 



Nashe nushe karte ni gym ke shaukeen se 
Nashe nushe karte ni gym ke shaukeen se 
Yaar tere ka baby ghana thada scene se 
Yaar tere ka baby ghana thada scene se  
Nashe nushe karte ni gym ke shaukeen se 
Yaar tere ka baby ghana thada scene se 
Batna se seekha par khaya koni cheen ke
Luck pe nahi hard work pe yakeen se  
Jo bane badmash mein khatam karu tanta 
Mahri karega rees ladle tu ghanta 
Hawabazi karke koi choudhary ni banta
Khandani rutba se re fan saari janta 
Ke fortuner ke ferrari thar mein chale yaar tera 
Zamindar or yaari thadi rakhe yaar tera 
Ke fortuner ke ferrari thar mein chale yaar tera 
Zamindar or yaari dono thadi rakhe yaar tera

About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇