Laal Singh Chaddha - Main Ki Karaan Lyrics

Main Ki Karaan Lyrics from Laal Singh Chaddha is most recent Hindi tune sung by Sonu Nigam Main Ki Karan Full song Lyrics Laal Singh Chaddha movie
Asad Ghazanfar

Main Ki Karaan Lyrics from Laal Singh Chaddha is most recent Hindi tune sung by Sonu Nigam with music likewise given by Pritam. Main Ki Karaan tune verses are composed by Amitabh Bhattacharya.

"Main Ki Karaan" Song Details
Film/Album:
Laal Singh Chaddha
Song Name: Main Ki Karaan
Singer: Sonu Nigam
Composer: Pritam
Label: T-Series

Main Ki Karaan Lyrics

Tumko pehli baar maine dekha
Baar baar fir se dekh
Dekh ke bhi dil nahi bhara
Main ki karaan

Tumse karke meethi meethi baatein
Jag ke ghuzarun raatein
Bawala huya hoon iss tarah
Main ki karaan

Tere bin kahin dil naiyo lagda
Banke kamla tenu hi takkda

Mujhko baaki duniya se saari
Lagti sirf tum ho pyaari
Ho mujhe pasand iss tarah
Main ki karaan

Reh ke paas tere
Sau pachaas mere
Ghante beet jaayein
Ab toh paanch hi minute me
Aisa kyun

Bann gaya nikhattu
Hoke tujhpe lattu
Romeo huya tha jaise
Lattu juliet pe
Aisa kyun

Mere hosh ghum huye hain aise
Shabdon me bataun kaise
Samjho bhawnaon ko zara
Main ki karaan

Tumko pehli bar maine dekha
Baar baar fir se dekh
Dekh ke bhi dil nahi bhara
Main ki karaan

Tere bin kahin dil naiyo lagda
Banke kamla tenu hi takkda

Mujhko baaki duniya se saari
Lagti sirf tum ho pyaari
Ho mujhe pasand iss tarah
Main ki karaan

About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇