Maante Naahi Haar Lyrics: The melody is sung by Minta and Emiway, and has music by Bs Beats and Flossy Draco while Minta and Emiway have composed the Maante Naahi Haar Lyrics.
"MAANTE NAAHI HAAR" TRACK INFO
Lyricist Minta, Emiway
Music Bs Beats, Flossy Draco
Genre Hip-Hop (Rap)
Music Label Emiway Bantai
Maante Naahi Haar Full Song Lyrics
Em24x7!Maante naahi haar!2022!Bs beats!Maante nahi haar, dete hain warJab tak hai jaan, dete hain saathBaithe hain aaj, kar rele raajRaani hai paas, party in tajMaante naahi haar, dete hain waarJab tak hai jaan, dete hain saathBaithe hain aaj, kar rele raajRani hai paas, party in tajSacche pyaar mere maa baapSacche yaar bane parivaarSach mein aara ab mazaaPaisa khud aaya main nahi bhagaPoora kiya jo kiya vaadaLiya maine kam diya jyadaaPast life mein nahi jaanaJo gaye chhod ke unko taa taaLife huyi fast kab khaya nahi yaadJab kiya tha start tab zone tha darkGaane likhe naye humne khol diye heartWish list zero seedha bhar rele cartBullseye tera bhai khelun mainDart kam pade to haan to lucky bhi kara kaam7-8 saal baad ab hua hai startYeh bas chingari ab lagi hai aagMaante naahi haar, dete hain waarJab tak hai jaan, dete hain saathBaithe hain aaj, kar rele raajRani hai paas, party in tajMaante naahi haar, dete hain waarJab tak hai jaan, dete hain saathBaithe hain aaj, kar rele raajRani hai paas, party in tajYeah! Aah!Emiway bantai!Malum hai naa!Saath mein minta mera bhai!Em24x7!Maante nahi haar raw mere paasJab bhi main spit karun lagta ki ho gayela warYe bho*diwaalon ko main karun ignoreKoi puchnewala nahi tha ban gayela thorHathoda sar pe pateli tu karLekin kar apne ghar peAaya hoon bhar ke khud se sudhar keSapne saath dekhe the yeh dono ladkeDuniya se ladke pohchele yahanAansu ko pochne koi nahi aayaKhud hi se ladd ke jhadd keAage hum bad ke bane humExample independentTu bhi kar sakta jaise hum kareleKar jaa ke grind kyon leta mareleTakleefein aa rahi to takleef ke maje leMinta aur main haan kabhi nahi dareleKabhi kabhi lagta tha kuch nahi hogaAgar fansa rehta soch mein to kuch nahi hotaItna karke bhi bhai tera khush nahi hotaSantust nahi hota abe kuch nahi hotaBol bachchan deke bachkaaneGaane mein bachchan dengeNaam lenge gaane meinDareing dikhane ko kulfa kareBhav nahi daalne ka khud chal dengeMaante naahi haar, dete hain waarJab tak hai jaan, dete hain saathBaithe hain aaj, kar rele raajRani hai paas, party in tajMaante naahi haar, dete hain waarJab tak hai jaan, dete hain saathBaithe hain aaj, kar rele raajRani hai paas, party in tajPa-pa-pa haan haanAa haan ek numberShot! 8 saal baadDay 1 se! Dono ek hi track peLast apan kab konsa kiye the apan2014, 2014Main bhi four sqaure tha naa2013 mein kiye theTo mera aur minta ka 8 saal baad gaana aayela haiAisa kuch sound karela hai kya!
Minta and Emiway have composed the verses of "Maante Naahi Haar". Minta and Emiway have sung the melody "Maante Naahi Haar".