Asees Kaur - Chali Re Bazaar Lyrics | Janhit Mein Jaari

Asees Kaur Chali Re Bazaar Lyrics from Janhit Mein Jaari Chali Re Bazaar Lyrics Chali chali re bazaar karane lyrics Asees Kaur new songs 2022
Asad Ghazanfar
Chali Re Bazaar Lyrics from Janhit Mein Jaari is most recent Hindi tune sung by Asees Kaur with music likewise given by Sadhu S Tiwari. Chali Re Bazaar tune verses are composed by Niket Pandey, Sadhu S Tiwari.

Chali Re Bazaar Song Detail

Film/Album:    Janhit Mein Jaari
Song Name:    Chali Re Bazaar
Singer:    Asees Kaur
Composer:    Sadhu S Tiwari
Lyrics by:    Niket Pandey, Sadhu S Tiwari
Music Label:    Hitz Music


(ads1)

Chali Re Bazaar Lyrics

Saiyan ji ki jeb se
Mile hain sau rupaiya
Haat lun khareed saara
Haat lun khareed saara
Kharchun mein daiya
Chali chali re bazaar karane
Chali chali main bazaar karane

Saiyan ji ki jeb se
Mile hain sau rupaiya
Haat lun khareed saara
Kharchun mein daiya
Chali chali re bazaar karane
Chali chali main bazaar karane

Saasu ko payal jithaniya kho bichhiya
Pyari nanadiya ko leke aaun bindiya
Debaraa ko sang leke jaun main gujariya
Haat lun khareed saara kharchun main daiya
Chali chali re bazaar karane
Chali chali main bazaar karane

Gharho girahasti ki bhari gathariya
Munh phaade sursa sa menhgai daiya
Laagi naa jane kiski kaali nazariya
Naiya majdhar siya ram hain khiwaiya
Kaise jaun main bazaar karne
Kaise jaun main bazaar karne

Bijali ka bill dun ya dun main kiraya
Leke takada pansaari ghar aya
Aankhon ki ataari se jee ne nindiya utaari
Kiski huyi hain jaane kitani udhaari
Chali chali main hisab karne
Chali chali main hisab karne


(ads2)

Chali Re Bazaar Song Video


About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇