Barsaat Aayi Hai Lyrics - Gaurav Mali

Barsaat Aayi Hai Lyrics, Barsaat Aayi Hai Lyrics Gaurav Mali, Gaurav Mali Barsaat Aayi Hai Lyrics, Barsaat Aayi Hai song Lyrics , Barsat i Hai Lyrics
Asad Ghazanfar
Barsaat Aayi Hai Lyrics by Gaurav Mali is latest Hindi song sung by Gaurav Mali with music likewise given by Mahfuzn. Barsaat Aayi Hai Song Lyrics are composed by Parmeshwar Sharma.

Song Credits:

Song: Barsaat Aayi Hai 
Starring: Ayushmann Khurrana and Parineeti Chopra
Singer: Gaurav Mali
Music/Compose: Mahfuz
Managed by Adhyaay
Label: Music World


(ads1)

Barsaat Aayi Hai Lyrics

Chuaa Jo Hain Tumne
Aankhon Se Humko
Teri Zulf Ne Jaake
Bataya Hai Unko
Bataya Hai Unko

Zara Aasmaan Bhi Rim Jim Barsane Laga Hai
Mera Dil Bhi Jaane Kyon Yeh Dhadkane Laga Hai

Tere Aane Se Barsaat Aayi Hai
Rut Yeh Mausam De Rahe Gawahi Hai
Arson Baad Zameen Yeh Muskurayi Hai
Tere Aane Se Barsaat Aayi Hai

Rab Ki Razaa Hai
Tu Jo Paas Aaya
Boondo Ne Tera
Naam Gungungaya

Meri Rooh Mein Hai
Tera Aksh Rahta
Baadlon Ne Tera
Chehra Banaya

Zara Aasmaan Bhi Rim Jim Barsane Laga Hai
Mera Dil Bhi Jaane Kyon Yeh Dhadkane Laga Hai

Chupke Chupke Se Koi Shaidaayi Hai 
Laut Hai Aaya Mausam Jo Harjaayi Hai
Khusboo Teri Le Chali Purwai Hai
Tere Aane Se Barsaat Aayi Hai

Tere Aane Se Barsaat Aayi Hai
Rut Yeh Mausam De Rahe Gawahi Hai
Arson Baad Zameen Yeh Muskurayi Hai
Tere Aane Se Barsaat Aayi Hai

(ads2)

Barsaat Aayi Hai Song Video

About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇