Sharbat Jaisa Paani Lyrics - Arko

Sharbat Jaisa Paani Lyrics by Arko is latest Hindi song sung/written by Arko Sharbat Jaisa Paani Song lyrics in hindi latest hindi songs lyrics
Asad Ghazanfar

(toc) #title=(Table of Content)


Sharbat Jaisa Paani Song Description


S(caps)harbat Jaisa Paani Lyrics - Arko is latest Hindi song. Latest Sharbat Jaisa Paani song lyrics are written by Arko. Arko Sharbat Jaisa Paani Song with Hindi Lyrics by Arko are Provided in this article. This is another song which is sung by renowned Singer Arko. This melody is from its new Hindi single. This melody will deliver on 19th August 2022. On the off chance that you are looking through Arko Sharbat Jaisa Paani Lyrics, you are on the right post. So without with nothing to do lets hop on to lyrics of Sharbat Jaisa Paani Song. Stay tuned to Muxic Leaks for more latest Arko songs lyrics.

sharbat-jaisa-paani-lyrics-arko
Sharbat Jaisa Paani Lyrics - Arko

Sharbat Jaisa Paani Song Detail

Song Name: Sharbat Jaisa Paani
Singer: Arko
Composer: Arko
Lyrics by: Arko
Music Label: White Hill Beats

Sharbat Jaisa Paani Lyrics


Dard aisa bhi
Kisi peer ka
Ho nahi sakta

Kaun kehta hain
Ranjha heer ka
Ho nahi sakta

Sharbat jaisa jaisa
Sharbat jaisa jaisa

Oho kaun shehar ki balliye
Main door se hi maar jaani
Kiya nazar se chaalni jigra
Dil pighal ke paani paani

Oho wai wai wai wai ho ho
Oho wai wai wai wai ho ho

Bijliyan teri ankhon se dil pe giri
To woh phool bann gaye
Titliyan tere chaukhat se udd ke gaye
Toh fizool bann gaye

Kabhi coffee pe toh chaliye
Peele chehra noorani
Saadgi bhi aur rang bhi
Sharbat jaisa paani

Oho wai wai wai wai ho ho
Oho wai wai wai wai ho ho

Kuch dabe paon samajhdari se
Woh ishq karte hain
Haan kuch dabe paon
Kuch dabe paon
Kuch samajhdari se
Woh ishq karte hain

Ho khwaabon me gudguda ke
Muskurane pe majbur karte hain
Ho jaaniyan yakeenan tujhi se
Judi hain meri daastan
Tu meharban joh ho jaaye toh
Phir mukammal mera karwaan

Kabhi baahon me bhi miliye
Mehsoos ho kuch ruhaani
Saadgi bhi aur rang bhi
Sharbat jaisa paani

Oho wai wai wai wai ho ho
Oho wai wai wai wai ho ho

Sharbat Jaisa Paani Song Video

About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇