Dil Ke Zakkham Lyrics - Mohammed Irfan

Dil Ke Zakkham Lyrics by Mohammed Irfan is latest Hindi song with music given by Shameer Tandon. Dil Ke Zakkham song lyrics are written by Sameer.
Asad Ghazanfar
Dil Ke Zakkham Lyrics by Mohammed Irfan is latest Hindi song with music given by Shameer Tandon. Dil Ke Zakkham song lyrics are written by Sameer Anjaan. Stay tuned to Muxic Leaks for more latest Hindi songs lyrics.


dil-ke-zakkham-lyrics-mohammed-irfan


Dil Ke Zakkham Song Details

Singer Mohammed Irfan
Album Woh Ek Mulaqaat
Lyricist Sameer Anjaan
Music Shameer Tandon
Music Label Himesh Reshammiya Music, Melodies


Dil Ke Zakkham Lyrics


Dil Ke Zakkham to Dikhte Nahi
Dil Ke Zakham to Dikhte Nahi
Kaise Tujhko Dikhlaaun Main

Naadaan Hai Kuch Samajhe Nahi
Kaise Tujhko Samjhaaun Main
Kaise Tujhko Samjhaaun Main
Dil Ke Zakham to Dikhte Nahi

Dard Bayaan Karne Lagi
Ab Meri Tanhaaiyan
Ban Gayi Hai Meri Jubaan
Ye Meri Khamoshiyaan

Dard Bayaan Karne Lagi
Ab Meri Tanhaaiyan
Ban Gayi Hai Meri Jubaan
Ye Meri Khamoshiyaan

Khamoshiyon Ki Aawaaz Ko
Kaise Tujhko Sunaau Main

Naadaan Hai Kuch Samajhe Nahi
Kaise Tujhko Samjhaaun Main
Dil Ke Zakham to Dikhte Nahi

Hairaan Hoon Jaane Na Tu
Anjaani Is Pyaas Ko
Chhu Ke Kabhi Dekhe Nahi
Tu Mere Ahsaas Ko

Hairaan Hoon Jaane Na Tu
Anjaani Is Pyaas Ko
Chhu Ke Kabhi Dekhe Nahi
Tu Mere Ahsaas Ko

Tere Liye Kya Shiddat Meri
Kaise Tujhko Batlaaun Mai

Naadaan Hai Kuch Samajhe Nahi
Kaise Tujhko Samjhaaun Main
Dil Ke Zakham to Dikhte Nahi


दिल के ज़ख़्म Lyrics in Hindi



दिल के ज़ख़्म तो दिखते नही
दिल के ज़ख़्म तो दिखते नही
कैसे तुझको दिखलाउँ मैं

नादान है कुछ समझे नही
कैसे तुझको समझाउँ मैं
कैसे तुझको समझाउँ मैं
दिल के ज़ख़्म तो दिखते नही

दर्द बयान करने लगी
अब मेरी तनहाईयाँ
बन गयी है मेरी ज़ुबान
ये मेरी खामोशियाँ

दर्द बयान करने लगी
अब मेरी तनहाईयाँ
बन गयी है मेरी ज़ुबान
ये मेरी खामोशियाँ

खामोशियों की आवाज़ को
कैसे तुझको सुनाउँ मैं

नादान है कुछ समझे नही
कैसे तुझको समझाउँ मैं
दिल के ज़ख़्म तो दिखते नही

हैरान हूँ जाने ना तू
अंजानी इस प्यास को
छू के कभी देखे नही
तू मेरे अहसास को

हैरान हूँ जाने ना तू
अंजानी इस प्यास को
छू के कभी देखे नही
तू मेरे अहसास को

तेरे लिए क्या शिद्दत मेरी
कैसे तुझको बतलाउँ मैं

नादान है कुछ समझे नही
कैसे तुझको समझाउँ मैं
दिल के ज़ख़्म तो दिखते नही

Dil Ke Zakkham Song Video


About the author

Asad Ghazanfar
"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

Post a Comment

Please drop you valuable comments here 👇