Kaveri Se Milne Lyrics - PS-1 | A.R Rahman

Kaveri Se Milne Lyrics A.R Rahman is latest Hindi song from PS-1Kaveri Se Milne song lyrics are written by Mehboob lyrics of Kaveri Se Milne in hindi
Please wait 5 seconds...
Scroll Down and click on Go to Link for destination
Congrats! Link is Generated

 (toc) #title=(Table of Content)


Kaveri Se Milne Song Lyrics


K(caps)averi Se Milne Lyrics - A.R Rahman is latest Hindi song from PS-1. Latest Kaveri Se Milne song lyrics are written by  MehboobKaveri Se Milne Song Lyrics by  A.R Rahman, Swagat Rathod, Pooja Tiwari are Provided in this article. This is another song which is sung by renowned Singer A.R.Rahman, Swagat Rathod, Pooja Tiwari. This melody is from its new Hindi movie PS-1. This melody will deliver on 31 July 2022. On the off chance that you are looking through Kaveri Se Milne Lyrics, you are on the right post. So without with nothing to do lets hop on to Kaveri Se Milne Song Lyrics. Stay tuned to Muxic Leaks for more latest songs lyrics.

kaveri-se-milne-lyrics-ps-1-ar-rahman
Kaveri Se Milne Lyrics - PS-1 | A.R.Rahman

Kaveri Se Milne Song Details

Song Title: Kaveri Se Milne 
Album: PS-1 (Hindi) 
Song Composed and Arranged by A.R Rahman
Lyrics: Mehboob
Music Supervisor: Nakul Abhyankar 

Kaveri Se Milne Lyrics

Hoo Kaveriya Teri Kaaya
Ambar Sheesh Jhukaye

Dharti Ke Maathe Ki Rekha Dikhe Tu
Ithlati Balkhati Aisey Chale Tu
Veeron Ke Dere Hain Tere Kinare
Ghodo Ki Pyason Ko Hain Tere Dhaare

Kaveri Se Milne
Chalte Hi Jaana Hai
Shokh Chanchal
Chalte Hi Jaana Hai
Surmai Shaam Hogi
Mausam Suhana Hai
Uska Aanchal
Chalte Hi Jaana Hai

Kheton Ke Paar
Chalte Hi Jaana Hai
Oonche Aabshaar
Chalte Hi Jaana Hai
Nehron Ki Qataar
Uska Khazana Hai
Maati Ki Pukaar
Veero Ne Jaana Hai

Kya Pyaare Nazare Hain
Simba Simba
Dil Ko Thamey Hain

Ho Faslein Sone Ke Jaisi
Sone Ke Jaisi
Kankar Moti Ke Jaise
Moti Ke, Moti Ke Jaise

Ji Kahe Yahin Rukne
Yahi, Yahi Pe Rukne
Par Manzil Aur Hai
Manzil Aur Hi Hai

Sembe
Veeron Ne Jaana Hai
Tad-Tad-Tad Tad
Tad-Tad Tad-Tad-Tad
Veeron Ne Jaana Hai
Ho Kaveri Re
Chalte Hi Jaana Hai

La li Lalla La li Lalla
Gaaye Wo Bulaye Mujhe Wo

Veero Ki Zameen Ko
Chale Choomne Ko
Seena Taan Ke
Jaise Teer Ke
Yaara Rukna Na Badhta Ja

Kaveri Se Milne
Chalte Hi Jaana Hai
Shaunk Chanchal
Veero Ne Jaana Hai
Surmai Shaam Hogi
Chalte Hi Jaana Hai
Uska Aanchal
Veero Ne Jaana Hai

O Re Naaznee
Chalte Hi Jaana Hai
Tere Sang Hi
Veeron Ne Jaana Hai
Teri Chaah Mein
Chalte Hi Jaana Hai
Tere Rang Hi
Veeron Ne Jaana Hai

Sona Lutaaye Re Sooraj, Semba
Chaandi Barsaye Chanda, Semba
Sabz Kheton Ka Jaala Hai, Semba
Atka Hai Dil Mera Re, Amba

Ruku Kaise

Ho Ho Ho
Waqt Barf Ka Tukda, Semba
Hathon Se Pighle Hai, Semba
Farz Hai Mere Zimme Re, Semba
Hum To Ab Chalte Hain, Amba

Yaara Re Hawaon Ke Par Pe

Dilkashi Dilkashi
Milenge Hum Tujhse To Phir Kabhi
Dilkashi Dilkashi
Abhi To Mujhe Jaana Hai Aur Kahin

Kaveri Se Milne
Chalte Hi Jaana Hai
Shaunk Chanchal
Uska Khazana Hai
Surmai Shaam Hogi
Mausam Suhana Hai
Uska Aanchal
Apna Deewana Hai

O Re Naaznee
Chalte Hi Jaana Hai
Tere Sang Hi
Chalte Hi Jaana Hai
Teri Chaah Mein
Chalte Hi Jaana Hai
Tere Rang Hi
Chalte Hi Jaana Hai

Kya Pyaare Nazaarein Hain
Veeron Ne Jaana Hai

Ho Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho Ho

Kaveri Se Milne Song Video

About the Author

"Hi, I'm Asad Ghazanfar - a passionate music enthusiast with a love for movies, songs, and lyrics. As the author of this blog, I aim to provide accurate and engaging song lyrics in every language. With my background in music and my attentio…

إرسال تعليق

Please drop you valuable comments here 👇
Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
AdBlock Detected!
We have detected that you are using adblocking plugin in your browser.
The revenue we earn by the advertisements is used to manage this website, we request you to whitelist our website in your adblocking plugin.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.